Milad-un-Nabi is also known as Barawafat or Mawlid marks the birth of the Prophet. According to Islamic calendar the birthday of the Islamic prophet Muhammad occurs in the third month, Rabi’ al-awwal. The celebration of Milad-un-Nabi origin is said to be have been since 11th century in the Fatimid dynasty.
Eid Milad un Nabi SMS, Messages, Greetings & Wallpapers:
Hr ibtada sy pehlay hr intaha k bad
Zate- Nabi” bolund hy “Zat-e-khuda” k bad
Dunya me ehtram k qabil han jitny log
Main sub ko manta hun mgr “MUSTAFA”k bad.
--
Hamare Pyare Rasool Hazrat
MUHAMMAD (S.A.W.W)
21/April/571 Esvi
12/Rabi-ul-Awwal Peer ko Suba4:45 Mekkah me peda hue
Aap(S.A.W.W)ki Total Zindgi
22330
Din
(63Sal,4Din)
Aap(S.A.W.W)Ki Risalat Ka Arsa 8156 Din
(23Sal)Tha
Please Yeh Bunyadi Malumat Muslmanon Ko Zyada sy Zyada Forwrd Kren (JAZAKULLAH)
Dunya Ki Har Fiza Mein Ujala
*RASOOL* Ka
Ye Sari Kainat Hai Sadqa
*RASOOL* Ka
Khusboo Gulab Hai Pasina
*RASOOL* Ka
Aap Ko Mubark Ho Mahina
*RASOOL* Ka
Rabi-ul-Awal*
Mubark Ho..!*
Maah-e-Rabiul Awwal Sharif Mubarak”
Allah Kareem Is Mahine K Tufail ApKo
Sehat
Izzat
Azmat
Barkat
Rehmat
Rahat
Naimat
Aafiat
Ata Farmaey.
AMEEN..
Rahmaton ki hai yeh raat
Namazon ka rakhye ga sath
Manwa li jia Rab sa har bat
Duao mai rakhiya ga hum ko Yad
Mubarak ho ap 12 Rabi-ul-Awal ki yeh rat.
No comments:
Post a Comment